की गम नहीं है की अकेले हैं महफिले तन्हाई में......
वो हैं मगर गैरों की कतार में हैं ,
Wednesday, 16 July 2008
About ME
Jaane kyun itihass me naam nahi hamara......
lute to hum bhi kayi baar the dilli ki tarah.....,
kabhi apno ne kie sitam kabhi gairon ne iljaam lia,
nahi to abaad the hum dilli ki tarah.....
kehdo ki ab mudke na dekhe wo janaje ko yaar ke,
kisi ke mohtaaj nahi hain hum dilli ki tarah,

Wednesday, 27 February 2008
Again In Office.....
Kash ke unke noore mutassir ko , hamari nigahon ke aagobahan mil gaye hote...
Khuda e millat, kya pata jaane jindgi me aur b kahin kaarwaan mil gaye hote....
Aaaj uthayi hai kalam to , dil-e-shaamiyane se awaaz nahi uthti,
kash ke kisi rat-e-tanhaayin me unke nishaan hi mil gaye hote....

Subscribe to:
Posts (Atom)